Lyrics and Video of Song Banjarey by Rahat Fateh Ali Khan.
- Title: Banjarey
- Singer: Rahat Fateh Ali Khan
- Lyrics: Anupama Raag
- Label: Times Music
Video:
Lyrics:
Phir Rahe Hum To Sau Sau Thikane
Ishq Mein Tere Hoke Deewane X (2)
Bechaini Si Hai Kyun
Dhoondhte Hain Sukoon X (2)
Banjarey Banke Phirein
Ishq Mein Tere Liye
Banjarey Banke Phirein, Banjarey X (2)
Ishq Hai Zindagi, Yeh Nahi Dillagi
Sab Ghamon To Yehi To Dava Hai
Haan Haan Haan
Ishq Hai Zindagi, Yeh Nahi Dillagi
Sab Ghamon To Yehi To Dava Hai
Bechaini Si Hai Kyun
Dhoondhte Hain Sukoon X (2)
Banjarey Banke Phirein
Ishq Mein Tere Liye
Banjarey Banke Phirein, Banjarey
Dhadkanein Badh Gayi
Bechaini Badh Gayi
Faasle Ab Humein Kyun Darayein
Haan Dhadkanein Badh Gayi
Bechaini Badh Gayi
Faasle Ab Humein Kyun Darayein
Bechaini Si Hai Kyun
Dhoondhte Hain Sukoon X (2)
Banjarey Banke Phirein
Ishq Mein Tere Liye
Banjarey Banke Phirein, Banjarey X (2)
Discussion 0
Join the Conversation
Share your thoughts, reply to others, and become part of the community.