Lyrics and Video of Song Haseena by kulbir Jhinjer.
- Title: Haseena
- Singer: kulbir Jhinjer
- Lyrics: kulbir Jhinjer
- Music: Deep Jandu
Video:
Lyrics:
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Zindagi Yeh Tere Bin,
Bin Saanson Ke Jeena Hai, (X2)
Hum Jiski Nazar Se Katal Huye,
Tu Wohi Haseena Hai,
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Mere Dil Ka Armaan Hai Tu,
Kab Aamne Samne Baat Hogi,
Sapno Mein Raat Ko Milti Ho,
Kab Night Out Pe Saath Hogi, (X2)
Tere Cat Walk Turre Latak Jhatak,
Mera Jalta Seena Hai,
Hum Jiski Nazar Se Katal Huye,
Tu Wohi Haseena Hai,
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Mujhe Kahin Akeli Agar Tu Mile,
Seene Se Lagana Chahta Hoon,
Mujhe Tumse Pyar Hai Bahon Mein,
Tujhe Le Ke Batana Chahta Hoon, (X2)
Teri Brown Skin Yeh Tight Jean,
Jhinjer Ki Kareena Hai,
Hum Jiski Nazar Se Katal Huye,
Tu Wohi Haseena Hai,
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Tu Left Seat Pe Baithi Ho,
Teri Ankhon Mein Ankhein Hongi,
Kahin Long Drive Pe Chalte Hain,
Phir Saanson Ki Baatein Hongi, (X2)
Hai Mehkhane Ki Masti In Mein,
Tere Labon Ko Peena Hai,
Hum Jiski Nazar Se Katal Huye,
Tu Wohi Haseena Hai,
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Dard-E-Dil Dard-E-Dil,
Munda Jhinjeran Da,
Deep Jandu,
Discussion 0
Join the Conversation
Share your thoughts, reply to others, and become part of the community.